Pyaar

Parveen Shakir ka kalam:

** Abr-e-bahar ne
phool kaa chehraa
apane banafshee haath mein lekar
aise chuumaa
phuul ke saare dukh
Khushbuu ban kar bah nikale hain**

Re: Pyaar

Kalaam-e-Parveen Shakir, Jawab ba zubaan-e-parveen shakir:

Woh tau khushbu hai hawaaoN maiN bikhar jaaye gaa
maslaa phool kaa hai, phool kidhar jaaye gaa

Re: Pyaar

^^
great stuff both...keep it up..

Re: Pyaar

wow! excellent

Re: Pyaar

Beautiful...