raas aaye na kabhi pyaar ke halaat humain
dil ke is khael main har baar hui maat humain
kya karein gay kahan jaaein gay kidhar jaaein gay
day gaee jab bhi dagaa gar yeh mulaaqat humain
bas issi sooch ne deewana bana rakha tha
rakh ke dhaeir main shoolaoon ho daba rakha tha
hum ne soocha tou bohat tha par hua kuch bhi nahin
dil tou betaab tha dil bhar ne kaha kuch bhi nahin
khud se shikwaa hai humain hum bhi tou kuch kah na sakay
un ki yadoon ki kasam unse gilaa kuch bhi nahin
sharm ka parda aankhoon ne giraa rakha tha
rakh ke dhaeir main shoolaoon ho daba rakha tha
Hum ne socha tu bahut kuch thaa huwa kuch bhi nahe
Dil tau betaab thaa dilbar ne kahaa kuch bhi nahee
:k::k::k:
:k::k::k: :k:
khud se shikwaa hai humain hum bhi tou kuch kah na sakay
un ki yadoon ki kasam unse gilaa kuch bhi nahin
Thanks "Azad arifnawaz"
Very nice....
Re: pyaar ke halaat
![]()
:k::k::k:
thanks for sharing ![]()
Nice :k:
[QUOTE]
*Originally posted by Wrangler: *
khud se shikwaa hai humain hum bhi tou kuch kah na sakay
un ki yadoon ki kasam unse gilaa kuch bhi nahin
Thanks "Azad arifnawaz"
[/QUOTE]
Koi baat nahi :)