Puri Namaaz, Aadha Sawab

Re: Puri Namaaz, Aadha Sawab

yeh basharat dene ka ikhtiyar maulana ke paas kabse agaya…:hehe::aj:

Kuchh imam to mimbar ka istemal apne zaati mukhalifon ki khabar lene ke liye karte hain…:smiley:

Ek imam sahab the unhe bara shauq tha logo ki galtian mimbar par khare hokar batane ka bas ek bande ne unhe durust kar diya…:smiley: