purana zamana yaad aah gaya

wow! just randomly decided to log onto GS…didnt think i wud even remember my password! been over a yr since i visited! whats popping?

Re: purana zamana yaad aah gaya

heeeyy:waves:

Re: purana zamana yaad aah gaya

baki ki ids ka pass b yad hai ya bhool gey :omg:

Anyways WB :waves:

Re: purana zamana yaad aah gaya

Kazi sab kidhar chalay gay thay aap ? kab say ksi Qazi ko dhoondh raha hu :)

Re: purana zamana yaad aah gaya

abhi IS bhai ki shadi main deir hai :crying:

Re: purana zamana yaad aah gaya

qazi koi kiyon dongh rahay hian pehlay larki ko to razi karlo. kazi khud ba khud razi hojaye ga.

Re: purana zamana yaad aah gaya

yeh kazi nikah nahin karwat fatwa deta haiii kayz zaidah khush nah ho

Re: purana zamana yaad aah gaya

anu kazi da intzaar a adiya puthiya e pay janiya ne

Re: purana zamana yaad aah gaya

kazi kuri le kah nas jy ga kayz shera la ke reh jy ga

Re: purana zamana yaad aah gaya

kayz ka ye hisab hona

Re: purana zamana yaad aah gaya

yehi wajha hai kazy u ke aty hai chala jata hai

Re: purana zamana yaad aah gaya

m ki jin a akhir m v insan warga lagna wa

Re: purana zamana yaad aah gaya

aho fir insaan khata da putla v eh

Re: purana zamana yaad aah gaya

kayZ ne asi kiri galti kiti :cb:

Re: purana zamana yaad aah gaya

main kayz di nahi teri gal keeti

Re: purana zamana yaad aah gaya

:welcome: back!! :e6: hope you find all your old friends too :slight_smile:

i have come back on GS just recentley after nearly a year too…and no-one welcomed me :teary1:…no party -sharty 4 me… :dhimpak: :cryb:

Re: purana zamana yaad aah gaya

meh tu masoom hu

Re: purana zamana yaad aah gaya

welcome back kazi :)
and keep posting.

Re: purana zamana yaad aah gaya

shukriya

Re: purana zamana yaad aah gaya

Jab miyan biwi razi tu kia kary ga kazi :p