Puraani Shaadi

Ek miya aur biwi ki shaadi ko 30 saal ho gaai they aur shaadi kuch pheeki si ho gai thi. Miyan nai ek din biwi sey bola: Begum, kyoon na aaj sey hum phir woh pahli waali baat shuru karrein; kyoon naa hum dating shuru karein. Begum ko yeh idea pasand aata hai.

Miya ney apni begum ko 5 bajey ka time diya aur kaha key paas waali bakery pey milna, chaai peyengey. Mian theek 5 bajay pohoch jaa ta. 15 minute guzar taa hai, 30 minute guzar ta hai, pura ek ghanta guzar ta pur begum na aai. Miya nai begum ko phone kiya aur bola, “Main aap ka intezar kar raha thaa, aap abhi tak nahin nikli?”

Begum boli, “Meri ammi ney mana kiya hai key main aap sey na miloon.”

Re: Puraani Shaadi

:rotfl:

:rotfl:


  • “15 minute guzar taa hai, 30 minute guzar ta hai, pura ek ghanta guzar ta

Kiya baat hai TUMS jee aapki. :smiley:

Re: Puraani Shaadi

Bhaijaan, aap ko kuch aur kaam kaaj nahin hai?

Re: Puraani Shaadi

:hehe:

Re: Puraani Shaadi

:rotfl: :smack:

Re: Puraani Shaadi

:rotfl:

Re: Puraani Shaadi

:)