Puraani kitaab mein rakhi tasveer se batain

Aaj barsoon ke baad dekha hai
Ab bhi aankhoon ka rang ghehra hai
Aur maathay ki saanwali si lakeer
Dil mein kitne deeyay jalaati hai
Teri qaamat ke saaye ki khushboo
Guftugoo mein bahaar ka mausam
Be-sabab aitbaar ka mausam
Kyon mujhe saaray dhang yaad rahay
Kitni hairaan hogaee khud per
Mein tujhe aaj tak nahee bhooli
Pichle mausam ki yaad baaqi hai …

Re: Puraani kitaab mein rakhi tasveer se batain

tu itnay baras ap kahaN rahay:p

Re: Puraani kitaab mein rakhi tasveer se batain

Lamhay ki talaash mein :p