Punjabi Words...!!!

Re: Punjabi Words…!!!

ofcourse :biggthumb:

Re: Punjabi Words...!!!

fatafat = cheti cheti (cheti boRi we tabiban).. BTW what is boRi?

Re: Punjabi Words…!!!

wo jaldi jaldi hota hai :@:

bori ke kaiee meanings hein like.. taat ka thelaa jo hota hai..bhuney huye chanoon ko bhi kehte hein and bhuray rang wale ko bhi kehte hein aur to aur bhains ko bhi kehte hein :wink:

but yahan pe matlab hai … jaldi wapis aajana.. ( I guess… coz tabeban ka matlab hai yahan.. isi waqt, iske baad ka lamha etc etc)

Re: Punjabi Words…!!!

fatafat jaldi jali nahin hota :@:

bori aur bohRi main difference hai. nahin?

Re: Punjabi Words...!!!

Ye kia punjabi ko to tehas nehas kia ja raha hai yahan :D

Re: Punjabi Words…!!!

aap ne boht der kardi. ab tak to rooh, qafas ansri se parwaaz kar chuki :halo:

Re: Punjabi Words...!!!

aisa hi lagta hi :D

Re: Punjabi Words...!!!

nahin nahin hakuna pra badi theth Punjabi sikha rahe hain hamen

Re: Punjabi Words...!!!

phir theek hai

Re: Punjabi Words…!!!

:konfused: bohri word nahi hai I guess bhuri hai ya phir bohdi hai :@:

wo hota hai chett chetti..

and bhuri ..yani ke brownish… but bori also means brown colored

Re: Punjabi Words...!!!

**lathi ........Sota

****tarqeeb......dhang

Easy.......saukha
**

bhaiya check karein:p

Re: Punjabi Words...!!!

aap nai bori band laash nai suna.... :D

Re: Punjabi Words…!!!

good attempt… but

sota is stick.. yani danda

dhang ke an urdu word..

easy is saukha ye sahi hai :biggthumb:

Re: Punjabi Words…!!!

sun sun ke kaan pak gaye hain :bummer: main to bohRi (cheti bohRi we tabeeban, nai ta main mar gayyan) ki baat kar raha tha

Re: Punjabi Words…!!!

sirf easy sahi hai :smack:

ok wait kerti hun koshish:hoonh:

Re: Punjabi Words…!!!

Bhaiya mene ni kabhi suna ye word… hosakta hai ho… but main aise jaane nahi dunga… lemme ask my Dad :@:

Re: Punjabi Words...!!!

Tarqeeb ko qaida kehtey hain punjabi main ?

Re: Punjabi Words...!!!

bohRen way tabeeba= muRen way tabeeba
punjabi sufi poetry main sareki touch bohat zayada hai.

Re: Punjabi Words...!!!

wesy, bohaR ka darakht b punjabi main aik special symbol hai

Re: Punjabi Words...!!!

ye kis cheez ka darakht hai and what does that symbolise?