Re: Punjabi Muhawray, Kahawat
-
Apnay sae oonchay logon sae yaari gaanThna aur unn main uThnay baiThnay ki koshish karna.
KoRR killi or chip-kili, ya’ni haqeer shae. Shehteer, chatt - ya’ni oonchi jagah ki taraf ishaara. -
Sharaarti aur saazishi bahu, jo saas sae dushmani rakhay aur nand sae banaa kar rakhay ya politics khailnay kay liye dosti rakhay.
-
Kisi ka chamchaa hona.
-
Same as ‘bojhay wich nahi dhaila, te kardi mela mela’.
-
Lohaar ki aik hit, sunaar ki sau hits kay baraabar hoti hai, force main.