Punjab police, traders accused of racial profiling

Re: Punjab police, traders accused of racial profiling

Alhamdulilah.. Karachi kay tandoor bila kisi tafreeq.. rango nasal, mazhab o aqaid say bala tar hokar naan server kar rahay hian… aur sab say dilshasp baat yeh hai kay naan walay hamary pashto speaking borther hain…

jistarah say pashto bolnay walay sadar main empress market, lalo khet, tariq road, bahadurabad main apnay thiaye.. theelay, aur azadan naql o hamal kar saktay hin… iski misal kahain nahi milay gi…

jahan lahore main tajir bradari… pashto bolnay walon ko police say register karwany par toli hoye hia.. wahin.. karachi nay apn agosh main kai dahion say in masoom pashto bahion ko apni agosh main liya howa hia…