Re: Punjab & Lahore will never vote for PTI
huh paid … khisyani billi khamba noche ! 
**PTI ko Lahore mein performance ka siraf isi se pta chal jata hai ke Lahore PTI ka President kon hai
**
http://lahoreworld.com/wp-content/uploads/2012/06/Aleem-Khan-with-IK.jpg
**
Mashallah , Aleem Khan
Lahore ka sub se bara Qabza Mafia jo Johar Town , Valencia , NESPAK or PCSIR society etc mein Zameeno ke Qabze krwata hai
Qeeme wale Naan tau mere dost khud kha ke ate hae iski Constituency mein Election wale din lekin phir bhi hamesha haarta hae bechara
Yr mera moo na khulwao , mein Lahore mein rhta hun , Aleem Khan ko janta hu achi tarah**