nahi yar
tumhain fehmi ghalt ho rahi hay
parts pooray thay (I think )
laikin may nay apni engineery istaimail kartay hua kahin aur fit kar diyaay hain
now thats interesting
laikin baqi kay istrukchure ka kya karooN
begum say jali kati sunntay huay sara din guzar gaya