Us … ki bat bhi karo Jo sailab , barshon say KPK , Punjab mail log mar rahay hon to Container par charh kar dance karta hay , Jo Pakhtonon kay soobay par hakoomat karta hay magar Pakhton IDPs ko federal kay hawalay karta hay , jo billions dollars kay chanday harap kar jata hay magar Thar kay logon ko poochhta naheen , Is Chor say to Altaf achha hay jo bhatta to khata hay magar 1% to charity par kharch kar deta hay