^ can you name some whom should i watch & read for unbiased views.
Talat Hussain, Fahad Hussain, Fareeha, Naseem Zahra.. All are unbiased and their analysis/criticism is always for justified reasons. Not just to PTI, but PML-N and PPP too :)
Aakhri bat
Aik Gaon main aik julaha aur us ka beta bhi rehtay thay . Aik din Gaon ka numberdar mar gia , Julahay ka Nojawan beta dora dora Man kay pas pohncha . Aman Aman ! Numberdar mar gia , Ab kia ho ga ? Ab us ka chhota bhai numberdar banay ga **. Man nay kaha
Nojawan thora mayos hoa lekun phir poochnay laga
**Agar chhota bhai bhi mar gia to phir kia ho ga ?
Man nay kaha ,"Phir baray bhai ka beta numberdar banay ga" Agar woh bhi mar gia to ? Nojawan nay poochha Agar sara pind bhi mar gia too nay numberdar naeen banna
Man nay tang aa kar kaha