Proud Cricket...

Assalam-o-Alykum

Bahey Cricket too mera sub say ziyada pasindida kahl hay…Our kiyoon na hoo Pakistani Joo hoon…:jhanda:
Main Toronto main rahta hoon..Joo Canada ka sub say ziyada multi-cultural city hay…
Hum Yahan her rooz 4:30 say 9:15 bajay tek Cricket Hey Cricket Kahltay hain…:mudhosh:
Humaray phir matches bhey hotay hain…Pakistan main too Pakistanioon say hotey thay lakin yahan too hum international countries say matches kahltain hain…Yani kahbi humara Srilankan say hota hay, Kahbey Aghanis say ya Kabhey Banglioon say…
Doosay Gooray bus dhak tay hey rah jatay hain kay hum kiya kahl rahay hain…Oon Crackoon koo yay game samajh main hey nahey ata..
Lakin mijhay apnay nationality our apnay game per fakher hay:bravo: :k:

Safa paltoo,dekho agay kiya lekha hai,:rotfl:,lol..

Great News :jhanda: :k: If you’r any where near Markham,then let me know . I can play too, :hehe: