Aaj subha 28-feb ko main shahid samaa tv (ya shahid duniya tv) per programe dekh raha that (takriban 2:00 - 3:00) bajay , jus main adha programe shahid karachi kay bary main tha phir unon nay Imran faroo marder case per discuss kerna tha, Meray khay say program ka nam to the point the per main ais nam say youtube per search naheen ker saka.
Agar kisi nay yeh porgram dekha hai to kiya mujhay us ka name ya youtube link bata saktay hain
Aaj subha 28-feb ko main shahid samaa tv (ya shahid duniya tv) per programe dekh raha ... jus main ... unon nay Imran faroo marder case per discuss kerna tha,
Agar kisi nay yeh porgram dekha hai to kiya mujhay us ka name ya youtube link bata saktay hain
YahaN kisi ko apni bori nahi silwani bhai. KiuN marwana hey kha'mukha meiN.
Ye to wohi baat ho gai, "khaya, piya kuch nahi, glass torra, baara aaney" :D