Prince ALI ki NAAK

Re: Prince ALI ki NAAK

^^ aata hota to apna na bana laita.

Prince say poocheiN wo kaafi maahir aadmi hay. Kam az kam uskay chiraagh ka jin bari taiz cheez hay.

Re: Prince ALI ki NAAK

chalien may usi say poch loon gi wasy app bhe koi kaam kerdoya karein sab dosroon say kerwatay heen

app ka nick danday wala shezada hona cheya

Re: Prince ALI ki NAAK

^^ "danday_wala thanedar" theek nahi hay?

Shezada to jin kay bagair kuch nahi.

Waise wo meri truck ki training kab say shroo ho gi?

Re: Prince ALI ki NAAK

jab app khi may QADAM rakhien gaye jab say

Re: Prince ALI ki NAAK

acha jee. Lekin agar wo MQM waluN nay mairay dhaakhlay pay pabandi laga di to? :confused:

Re: Prince ALI ki NAAK

u dont wory may hoona may unko sab say zeyada bhata dayti hoon ager unho nay esa kia tu ruppya bhe nahe may layga unhay

Re: Prince ALI ki NAAK

:hmmm:

To KHI ki suna hay kay nihari bohat achi hoti hay, wo bhi khaaney ko milay gi?

Re: Prince ALI ki NAAK

kamra nahi pura ghar ban gaya hai :sweetif:

Re: Prince ALI ki NAAK

is ki kya guarentee hai? :emmy:

Re: Prince ALI ki NAAK

wow pher tu app rich ban jaien gaye 2 gher hongay baraber baraber :YES!:

car khari kernay ki jaga tu hey he app key pass :dannyboy:

Re: Prince ALI ki NAAK

:rotfl: @ 2 kamray…

Re: Prince ALI ki NAAK

dont b happy wo app ko sonay ki jaga nahe day ga

Re: Prince ALI ki NAAK

haan! aapko koi kamra rent pe chahye to aap batana, special student discount bhi doon ga, ramzan offer, jaldi keejye yeh paishkash sirf mehdood muddat ke liye hai :phati:

:sweetif:

Re: Prince ALI ki NAAK

wo pah dhoti ko chahiye ek kamra rent pay. milay ga?

:D

Re: Prince ALI ki NAAK

haan, lekin usko koi student discount nahi mile gi :sweetif:

Re: Prince ALI ki NAAK

oh, acha to tum Ghazel Pai jaan ko student discount day rahey thay?

Re: Prince ALI ki NAAK

han, woh to abhi kaaki hai na, choti si bachi hai :phati:

Re: Prince ALI ki NAAK

arey choti si kaaki nahi, Gazel bhai jaan nay waada kiya hay kay wo mujey truck theek karna seekhaiN gay. Kahin wo apni workshop na bana laiN us kamray maiN, :phati:

Re: Prince ALI ki NAAK

abay yaar! mera naak hai koi shell garage nahi, morotcyle tak to theek hai, truck to ander phans jaye ga :(

Re: Prince ALI ki NAAK

may choti si bachi hoon

may choti si bachi hoon:sadiyah::sadiyah::sadiyah::sadiyah::sadiyah::shoaby: