Re: Practicing or Appearing?
nahi bilkul nahi .. ,
namaz roza hijab naqab beard is ko chornay say koi kaafir nahi hota..
or namaz roza or hijaab or beard kay farz/sunnat honay ka zubaan say inkar kerna ya is ley chorna k main isay islam ka hukam nahi maanta
yeh baat KAAFIr keray gee..k ab islam say bahir nikal gaya
**werna is hadees ka kia mutlub lain gay
jis nay kalmia perha lia woh jannat main jayee ga( agar gunah gar hay to saza pa ker )**