Practicing or Appearing?

Re: Practicing or Appearing?

pata chal jata hay jub Log dosroon ki darhe or perday ka mazaaq banaain …halankay woh namaz bhi perhtay hain or rozay bhi rakhtay hain or bohat ba ikhlaaq bhi hotay hain

lakin na un ko darhee ache lagte hay na perda…or woh is per bat bhi kertay hain …

or i think is point per to app agree kerain gay ..kay sunnat ya farz ka inkaar ya mazak uranay wala imaan say nikal jata hay !

its not related to topic i know ..lakin door ka rishtay daar banta hay yeh reply is topic ka : P