Practicing or Appearing?

Re: Practicing or Appearing?

hareem naqab to chor bhi rat main pehan ker aata hay or daarhee to Firoon ki bhi thee…yaqeenan na naqab aham hay na daarhee

lakin agar koi darhee is intention say keray k woh is ko Nabi ki sunnat samjhta hay ya koi muslim awrat perda is ley keray k yeh islamic order hay to kia app us ko yeh bolain gee jaao pehlay apnee namazian sahe kero or jaao ka ker rozay rakhoo tub tak tum na darhe rakh saktay ho na hijaab ?

app na naqab ko ahmiyat dain na beard ko lakin app intention ko to ahmiyat day saktay hain na ?

namaz roza haaj yeh sub bhi huqooq Allah hain …is say kia saabit hoa ?