Re: PPP MPA admits torturing, breaking teacher’s legs
Another Aashiq-e-Rasool :k: after Qadri.
waisay aik khatoon ko aik ghaleez gali dainay par Nabi Karim aap say kitnay khush hoiy hoon gaiy ?
Mujhay woh so called Aashiq-e-Rasool yaad aa rahay hain jo jalsay jalosson main naaray lagatay hoye sub say aagay hotay hain leekan Namaz aik bhi naheen parhtay hain aur Aswa-e-Hasna par bhi bilkul amal naheen kartay hain :cobra: