Re: PPP in Dubai
AJK mein aap koh joh maar paree, sorry maar nahin zabardast bistee aur zaleel o kharwaree howee hai iss liye aap ka dil ro raha hai, koi baat nahin sabar karein aab sirf sindh reh gaya hai woh bhi looteron kay haton say chala jaye ga.