Re: PPP & Hussain Haqqani
jis din apnay OBL ki rehaish par sawal uthana shru karain gain to app ko taswwer poori nazar anay lagay gi… Hussain Haqqani par ilzam lagany say pehly.. app ashrafia ka greban pakrain… jinhon OBL ko kothi lai kar di thi…
Jis adary app paisay dety ho.. unsay bhi yehi sawal kiya jana chaiaye kay PMA kay bajo main jo kothi thi.. uska kia scene tha…?
rahi baat spy ki… to ziydah tar mulk.. apnay spies ko diplomatic cover kay sath bhjty hian… pakistan ka isi ho… india ki raw ho… ya amreeka ki cia… sah kay embassy staff main kuch na kuch agents bhi hotay hian… aur yeh koi nai baat nahi hia…
app loakh koshish kar lian.. mager aesa hota rahy ga… han mos dislike diplomat kay nam par app embassy say un afrad ko mulk say bahar nikal wa sakty hian..jin par shuba ho…
Musharraf kay zamany main Black Water nay apani cia network itna mazboot kar hai.. kay ab kisi agent ki zarorat nahi hia… jin visas par sawal uthaya jaraha hia..un par koi proof bhi nahi hai..