Re: Post your funny poetry
aakhir bandar bhi to aik insaan hay... usi tarah jaisay har insaan kay dil main aik bandar chupa baitha hota hay, waisay hi har bandar kay aik dil main bhi insaan chupa hota hay :-p
yeh tau kuttaY kaY baaraY maiN kahaa gayaa thaa ;-) remember?
Main jab gaya Urdu kay ik bazaar Howa mujh ko bara hi malaal Socha baich daloon apna hi dewaan Kaha yeh lo chanay aur hojao faraar... :-(
TeraY deewaan kaY auraaq saY jalaayaa choolha hum naY
phir bhee pooriyaaN hum naY khaayeeN thee halwaai kee
-AQ