Re: Post your funny poetry
aap sab kia taalian bajanay aayai hain iss mehfil-e-bay-adab main :-p
yani kaisya Pakistani ho, shayr sun kar hans diay, koi jawaab, jawaab-e-shikwa kuch nahi :-p
hamaray media say kuch seekhain … pahaar ki raiii and raii ka pahar bana do mint ka kaam hay un ka ![]()