Post your funny poetry

Re: Post your funny poetry

chamcha bhara cheeni ka daigchi say chimat gaya
mullah ji daarhi main chooha latak gaya :wink:

nai nai aisay nahi, kuhc to jawaab deejiay, warna main aap ka dopatta uss darkht ki sab say oonchi shaaq say baandh doonga :-p