phle mai apnay husband ko din mai ek bar marti thi …
phir jab say meri prason nay … apnay husband ko doo bar marna shuroo ki hai … tab say mai apnay husband to din raat .. peeti’ti hooo …is trha woh ghar ka sara kam b krte hai or bachoo ki daikh bhal bi …
daikha husband ko din raat peetnay ka faida … !! hehe
phle mai khula oil use krti thi …
islyie mera engine phas phas k chalta tha … or awazian b bht atii thi …
pir jab say CASTROL use krna shuroo kiya hai … engine b rawa ho giya hai .. or awazian aana b band ho gayee hain …