****ankhoan ko haseen khwab dikhati hai muhabbat
100 rang k gull dill main khilati hai muhabbat
namumkin agr ho to bana daiti hai mumkin
darya k kinaroan ko milti hai muhabbat
warna to yahan dukh k siwa kuch bhi na hota
dukh dard battaana to sikhati hai muhabat
sabb log he jeetay hain muhabbat k saharay
har shkhs ka yaan saans chalati hi muhabat
yeh eest to hao dukh k paharoan ka tasalsul
aur unn main kai rastay bnati hai muhabbat
MAYa****
Sannan
3
It is your own creation Maya ???
yeah ofcourse…koi shakk hai kya???
har koi tmhri trah chor nai hota:barbie:
Sannan
9
Aab tumhara dil kia chuaya me ko chore he bana dia 
Aryaan
11
Re: ~Positive Thinking~
Bohat hi acha likha hai Maya.. :k: keep writing…