pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

mushkil say bohat khud ko sameeta tha zara sa phir gard uranay ko chala aya hai jhoonka

kis lams kay mazmoo’n ka anwaa’n hai harart
ek phool ki hidaat say sulaghta hai sarapa

ab tak kisi dahleez ki ankhoo’n mai nami hai
jatay huway kahi ansoo ek apna gira tha

har ek sehar ati hai orhay huway ek shaam
har raat say lipta huwa hai subha’a ka dharka

ek khwaab mandheero’n pay jala rakha hai asay
jasay hamay ek roz yaha par hi lootna hoga

hum tootatay hi rahtay hain sitaray ki tarha say
pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

wah g nice :)

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

vah!!

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

nicee :)

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

bahot hi khuub shab-E-hijar.

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

dear Shab-e-Hijar,

very nice, poem.

thanks for sharing.

Best,
Dushwari

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

wowww shabo konci site mil gaye ap ko :D *

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

Great sharing Shab-e-Hijar..:k:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

thanks all :flower1:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

maza nahi aaya

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

kyu nahi aya ghor say paro :smilestar:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

haaaa :eek:

:k: nice shabbo

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

ankhoo ko kya huwa hai :konfused:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

aap pharrne dain tab na

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

mane kub mana kya hai :halo:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

^^ aankhain jo band ho jati hain

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

aiwen matkanay ka dil kar raha tha :bummer:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

ziyda na matkaoo bheegi say bheengi hojaoo gi :lb:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

:cb: acha parh lay aram say :shireen:

Re: pohnchay kabhi aflaak talak arz-e-tamana

choosni nikal k bolo :smilestar: