Poetry from PA Forums

Ishq qatil say bhi, Maqtool say bhi hamdardi, yeh bata kis say muhabat key jaza mangay ga?
Sajda Khaliq ko bhi, Iblees say bhi yarana, hashr maiN kis say aqeedat ka sila mangay ga?

Re: Poetry from PA Forums

yah bhi likh dia karain kah kis key sharing hay :cobra:

Re: Poetry from PA Forums

yeh hanibal bhai ka signature hai :hehe: .