Poet of the month of Sept..Farhat Abbas Shah

Re: Poet of the month of Sept..Farhat Abbas Shah

Dard Agar Admi hota

dard agar admi hota to
girebaa’n pakar kar kahtay
is tarha rahtay hain bechai’n diloo’n kay andar?
is tarha kartay hain bemaro’n say
hum tumhay sehna sekhtay hain kuch tum bhi sehna sekho
thori si khushi ajaye to jal jatay ho

:smash: