Poet Of The Month June -Jigar Muraad Abadi

Re: Poet Of The Month June -Jigar Muraad Abadi-

Asalam U Alaikum !

Mujhe De Rahein Hain Tasaliyaan Vo Har Ek Taazaa Payaam Se
Kabhi Aa Ke Manzar-e-Aam Par Kabhi Hat Ke Manzar-e-Aam Se

Na Garaz Kisi Se Na Vaastaa, Mujhe Kaam Apnay He Kaam Se
Tere Zikr Se, Terii Fikr Se, Terii Yaad Se, Tere Naam Se

Mere Saaqiyaa, Mere Saaqiyaa, Tujhe Marhabaa, Tujhe Marhabaa
Tuu Pilaaye Jaa, Tuu Pilaaye Jaa, Ssii Chashm-e-Jaam Ba Jaam Se

Terii Subh-o-Aish Hai Kya Balaa, Tujhe Ae Flak Jo Ho Hausalaa
Kabhii Karle Aake Muqaablaa, Gam-e-Hijr-e-Yaar Kii Shaam Se

Jigar Muraadabadi


BeInG lOnELy !!! SId !!!