Re: Poet of the Month Bashir Badar
| kabi yuuN be aa meri aaNkh meIN k meri nazar ko Khabar na ho
mujhe ek raat navaaz de magar us ke baad sahar na ho
vo baraa rahim-o-karim hai mujhe ye sifat be ataa kare mere baazuoN meiN thaki thaki abi mahav-e-Khvaab hai chaNdni vo firaaq ho yaa visaal ho, terii yaad mahakegii ek diN kabi dhuup de kabi badliyaa’N,dil-o-jaa’N se dono qubuul haiN kabi din ki dhuup meIN jhuum k kabi shab k phuul ko chuum ke | |
|
http://www.paklinks.com/gs/images/statusicon/user_offline.gif |
very nice…