yeh meri life hai
mujy jeeneee doo
( yeh ik poem hai )
..
thanku !
yeh meri life hai
mujy jeeneee doo
( yeh ik poem hai )
..
thanku !
one more
Ye meri life hay
Future Kuch Kuch Bright hay
Study thoRi Tight hay
Scholl Mera Off site hay
But Pyari usski Site hay
…
mainay poocha chand say
dekha hai kahin maray yaar sa haseen
chand nay kaha
saale itnay upar say dikhta hai kya
…
![]()
Nice to See U here Sweety ![]()
nai ruto~on ki chandni main
guzartay lamhon ki ashuftagi main
wo saye kitne veeran kar gaye
zindagi ki sa~aton main
ham~safaron ko juda jo kar gaye
wo insan kitnay be-rehem niklay
rifaqatain jo neelam kar gaye
badalte rishton kay angun main
chura kay daman
bacha kar nazrain
jhatak kar hathon ko
wo naye rishton ko amar kar gaye
jo ajnabi raston par
ajnabi lamhon ki aghosh main
ajnabi fiza main
ajnabi ashnaon main
hum ko ajnabiat kay supurd kar gaye
dil cheernay wale
raqabaton ki aag main
wohi log dua kar gaye
rifaqatain jo neelam kar gaye
This is called poem :snooty:
yar us ka surr kharab mat karo, usay wo poem lagta hai us keleye wahi teek hai tumharay liye ye
aa~ey barre wakeel sahab kahin ke ![]()
sussan appi .. lolllllzz .. funny .. mod acha karnay k liye ache hai :D ..
Abaa jaan nice1 ..