Re: PML-N is winning Elections 2018
Pehly to app aik baat likh lain… Trump jitni bhi bully karly… amreeki qanoon sub say oper hia…
abhi hal hi main aik executive order kay tehat usany 7 mumalik par ban laga diya tha…
aik hafty kay ander ander… Federal Judge nay uskay iss executive order ko suspend kar diya…
US President aur uss administration main log sirf criteria kay bunyad par aatay hian… baqi batain experience par hoti hia… Besty Devo education expericen bhi hia…
aesa nahi hai kay gadhay ko baap banaya ja raha hia…
koi bhi illegal act bachy ga nahi… appp bas dekhty rahian..
BTW Besty Devo kay oper Charter School ki support ka nukta Democrats nay uthaya tha… app unki profile parhain to appko pata chalay ga ka unka Kitna experience hai iss field main…
sirf iss baat par app isko mutarad nahi karsakty kay woh Trump ki admin ka hissa hian… issi liye kuch nahi paga hoga… check reality first and then make conscious comment…