PML-N is winning Elections 2018

Re: PML-N is winning Elections 2018

Bhai Sb… Tump to aik na aik impeach hojaye ga.. jo uski harkatain chal rahi hian… par ager US Administration nay Besty Devo ko Education Secratery bana diya to app bhi unhi kay nakshy qadam par chalian gain…?

wazah rahay unkay han ki Besty Devlo kay pass degree hia (BA).. baat sirf unkay exucation experience ki horahi hia… aesa to nahi hai kay high school pass ko head bana diya :hmmm: