Meri Gari ko nazar laganay walo… (Gives them a nasty look)
…
radiator phat gaya…engine seize hogaya…dhunwaan nikla aur dhamaka bhi huwa
kali texi se baandh ker usse ghar laya aur texi walay ne 500 rupay le ker mujhay bankrupt ker diya ghar bhi 4 hours mein puhncha & was looking stupid driving rassi se kheenchti huwe car
ab meri gari doctor ke paas pari hai …mera matlab hai mechanic ke paas …please pray for her soul
Ye kia bakwas hai koi admi is tasweer ko 1 sec bhi nahi dekh sakta :yukh:
Yeh mera hosla hai jo apna sans rok kar esey daikhta raha hoon our khaya peya bhi bahar nahi nikala
Pehlay maira inaam nikaloo !
Yaar kabhi paoon bhi dho leya karo Abhi tak smell arahi hai :o