Chup Fatmaa Aunty
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ghorhey banaaouNGi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
maiN ne bhi aissa Jadoo karna hai tumko Zukaam hojaaigaa aur saare kaheiNge “Maindaki ko Zukaam” hogaiyaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
system
62
To Khwaab hi to aik Muft meiN aate haiN agar insaan kHwaab bhi na dekh sake to faidaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
system
64
arre aap ko yaad nahin, parso hi maine free ki chickten tikka, roghni naan, falooda baate they cafe pe hor aaj laddu baant rahi hoon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif