Darassal mujh meiN Rashk ki bohaat aadat hai..maiN jab dekhtaa hoon keh other can do that..tab mujhe hotaa hai keh maiN bhi aaisaa karooN..koshish zaroor kartaa hooN
Bass yeh rashk hi hai jo mujhe har Hunar-MandoN se mohabbat karna aur uss jaissa baNna sikhaata hai..Allah ka shukar hai keh uss ne mujhe Rashk ki daulat aataa farmaai ameen
aur aap jaisse dost jo Hoslaa-afzaai karte haiN Jazakallah..huwa youn keh main ne aaj kucH post kyia thaa to Lindi sahibaa ne poocHa keh keya yeh maiN ne banaaye hain to mere zehan meiN aaiyakeh kaash maiN bhi aaisa akr saakoOn aur wohi FraagHat to hai hi iss wajah se koshish karne lag parha hooN.. aur bcs i love animals iss lyie mere paas Magazines hain uss mein se Ghorhe dekh kar banaata raha aur kaafi koshishoN ek abad yeh iss qabil huwa keh post karke aap dostoN ki raaye le looN
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 11, 2002).]
whoaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa did u draw it urself??? mashallahhhhhhh u have alll kindsa talent…very niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeee oh i juz loveeeeeeeeeeeeee horses
i dont know how it happens but…patta nahin ekya shaiyad excietment hai keh mere pass alfaaz nahin hai shukriaa ada karne keh yaa phir mujhe kHud yaqeen nahi arahaa ..magar kHudetemaadi hai ya keya cheez haai..yaqeenan wohi feelings hain jo koi cheez Takhleeq dene ke baad hoti haiN..sakoon,raahat,khud-et’maadi..ect etc