mujhe bohaat dukh se kehna par raha hai ke aaj ek plan crash hogaya hai aap sab un logo ke liye Dua kare ke allah pak un ki maghfarat kare aur un ke biwi bachoo ko aur un ke sab ghar wallo ko honslla deh ameen suma ameen
Air Blue jis main152 log teh jis main se aabh tak 96 allah ko pyaare hoo chuke hain
Allah swt un sab ki maghfirat karein. Unhey Jannat-ul-Firdous mein aala maqaam naseeb karein. Aur unsey koi ghalti, susti, kuttaye ho gaye ho to usey dar'guzar farmaein. Ameen ! Sum'Ameen !
**

Allah Pak aisi nagahaani aafat se har ek mehfooz farmaye aur woh sab jo apni zindagi se hath dhoo bethay, un ki magfirat farmayain, unki bakshish farma kar unhain Jannat mein Aalaa muqaam ata farmayain ...
Ya Allah woh sab jin ke pyare is hadsay mein un se bichar gaye, unhain sabar ata farma ..