Kisi say itna behi na ho ka sach behi jhoot lagay
Ya na hoo kay ka jeenay kay liya sans behi bhari lagay
Mil he jatee hai jeenay ke wajaha kuch behi hoo
Tum ko chand ghariyan mujah ko shiyad umeer lagay
Maray dill ke chootain itni nahi ka rah na sakoon
Dukh tu ya hai ka maray piyaroon ko zakham kitnay lagay
Mari khushiyan tu tum lay gaya sub ke sub
Phir behi taray chahray par ak haar see koyoon lagay
Jo behi kiya **Dilsay **kiya piyar hoo ka nafrat
Aab ya na hoo ka is say tumhain choot he lagay