PiYaR

Mujh say apna piyaar kabhi wapis mut lena
Mujh say yeh iqraar kabhi wapis mut lena

Kehtay rehna her pal mujhsay mein tera hoon
Mujh say yeh izhaar kabhi wapis mut lena

Ankhein roshan rukhna apni yaadoon say
Mujh say yeh deedaar kabhi wapis mut lena

very nice :)

:)......................................

:flower1:

:k: