Piyaasay Hurf......!!

**
Piyaasay Hurf

andheroon key shehar mein shikasta hein hum
Koyee jooray humein
Koyee apna maseeha nahi
Jis ki zindaa sada zakhum Alood chehroon Ko taza karay
Koyee aisa Shanasa nahi
jis ka aik Lums hi jism-o-jaan kay Andheeron mein
Ujala sitara baney
aik mudat sey hum
APNEY HATHON PEY HARF-E-DUWA LIKH KE PIYAASEY KHARAY HEIN…!!

**

Wah wah … Bahut khoob Lamhay Ji …:k:
Keep it up and nice to see you back :slight_smile:

Niceeee :k:

Haaaaaaaaaaaa …Thanks You !

Thanks Chandooo!

A 1 Lamhay G

[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
A 1 Lamhay G
[/QUOTE]

Thanks Ji !

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

Haaaaaaaaaaaa ..........Thanks You !
[/QUOTE]

Lamhay Ji :

Aap in dinoo kuch zeyaada hi haaaaaaaaa ohhhhhh nahee karne lag gaeen ? khair tu hai na :D

[QUOTE]
*Originally posted by zawanfira: *

Lamhay Ji :

Aap in dinoo kuch zeyaada hi haaaaaaaaa ohhhhhh nahee karne lag gaeen ? khair tu hai na :D
[/QUOTE]

nahin aisi koi baat nahin shayad Ye Takiyaa kalam hogaya hai lolz

Haaaaaa Means Sard AAh

and Oh mean thandi saans .........

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

nahin aisi koi baat nahin shayad Ye Takiyaa kalam hogaya hai lolz

Haaaaaa Means Sard AAh
and Oh mean thandi saans .........
[/QUOTE]

acha acha u mean u are residing in Moscow ... :p

:confused: Moscow say kia taluq hogaya ahaoon ka …!!

Bahut thand rehti hai na wahaan per … tu socha shayad issi liye Sard Aahain nikal rahi hain …

[QUOTE]
*Originally posted by zawanfira: *

Bahut thand rehti hai na wahaan per ... tu socha shayad issi liye Sard Aahain nikal rahi hain ...
[/QUOTE]

jis jagah main hoon shayad woH moscow say kaam nahin lolzzzzzz

thandi sard hawa >>>>>> achi khais Khirki say arahi hai !!

very nice:k:

:K:

Bohat khoob.:k:

aik mudat sey hum
APNEY HATHON PEY HARF-E-DUWA LIKH KE PIYAASEY KHARAY HEIN…!!

Lamhay Gi…

Buhut Khooob :flower2:

nice lamhay ji…:k: