Piyar bahta darya jis ki har piya sey yaari hai
Sirf ek sey piyar jatana rasm hai duniya dari
Piyaar chaandni, shabnam, khusbhoo, nirmal paani sa baylos
Piyara ijara darn a iss pay koi ijara daari hai
Piyaar hai thandi chaon wala pair sulagti raahon main
Man panchi ka rain basera iski dari dari hai
Piyar sukoon qalb o nazar hai lazzat nafs nahi hai piyar
Piyar main jalna hai na judai aur na aah o wazari hai
Piyar na koi shart lagai na ahad o piyaiman karay
Piyaar main kaisa dil ka soda piyar koi beyopari hai
Beautiful.........
:k:
bohat koohb kiya bat ki he gr8 nice and sab kuch
sukriya:):k:
:k:
excellent:k::k:
thanx:
wah..