yay:yahoo:
![]()
yay:yahoo:
![]()
Jang ki tayyari ki baat huwe haai.. nachnay ki nahee..!! ![]()
Re: Pingoo’s & Pagals Unite
to phir aap jung ki tayari karein ![]()
aur mein nachne ki:blush:
Hayee.. aik to khud jung ka ailaaan kartee ho.. aur phur jab sab tayyar ho gaye to nachnay lagee ho..!! :bailan
chalo.. u are our leader.. agar tum nacho gi to hum bhi dulatiyan hilayaingay :bhangra: ![]()
Re: Pingoo’s & Pagals Unite
nai tumko dulatya hilane ke liye ghaas nai dete gadhe ![]()
chalo shabash kaam par lag jao:smokin:
Re: Pingoo’s & Pagals Unite
jang hogi hogi hogi
cafe hamara hai:jhanda:
confused Gadhay ki itni bisti..!! kabhi aik saath nahee huweee..!!
hum aaj say bhaghawat ka ailaaan kartay hain..!!
ab hamla tumharya par kia jayee gaa..!!
aaaaaaaaaaaaaaAAAAAAAAAAAAaaaaaaaaaaaaaa danda le keh dorring
yeh cafe tumhara hai..
issey tum nay bigara hai..
CG aik sitara hai..
jo keh sab ko piyaara hai..!
![]()
Re: Pingoo's & Pagals Unite
:@: maine kahan kuch kiya
main to bas yahan khailnay koodnay ati hoon
:@: maine kahan kuch kiya main to bas yahan khailnay koodnay ati hoon
to tum is cup main baithee kia kar rahee ho./? ((pointing to ur avatar))
yeh kaha say churaya.. i mean jeeta..!?
Re: Pingoo’s & Pagals Unite
is cup main main soti hoon aur isi main chai peeti hoon
asal flooder ke yehi pehchaan hai keh os kay pass ek cup hota hai ![]()
aap bhi agar floder ho to cup dikhao
mera chup..
is cup main main bohot kuch peeta houn..
pata hai.. issi cup main main sota bhi houn..!! haaan..!! :halo:
Re: Pingoo’s & Pagals Unite
phir yeh cup nahi tub hai
Jo bhi hai..!!
ATTTACK..>!!! :bailan
jung chirr chuki hai.. bhagawat ho chuki hai.. ab koi nahee bachay gaa…!!!
ATTACHKKK..!!! Pingu.. hat jao rastay say..!! warna…!!
Re: Pingoo’s & Pagals Unite
CG waqai mein aik tara hai ![]()