kiyonkay acha khaana bananay kay liye inhe abhi bohat agay jaana hai, rahat ka cooking show dekh kar geo par har koi khaansaami to nahi ban sakti na ab.
Jab hamari bajian gupshup ki 80 saal ki ho jayengi, tab jaa kar inhe patta challay ga khanay mai lazzat kaisi layi jaati hai.
Aap kiu nahin gs ki aunties ko sekhatay. Itnay programmes dekh dekh kar uncle samad to pro. ho gai hongai is field main :p