phool mujey pasand nahi

phool mujey pasand nahi
main kaantoon ka dewana hoon

main jalne wali aag nahi
main jalne wala parwana hoon

khwab mujry pasand nahi
main hakikat ka ashiana hoon

main mitne wali hastrat nahi
jine wala afsana hoon

main thumne wala waqt nahi
na chupane wala kinara hoon

main rukne wali saans nahi
sada dil ko dharkane wala hoon

Re: phool mujey pasand nahi

Buhat khoob :~)

Re: phool mujey pasand nahi

Loboon pr phool khiltay hain kisi k naam say pehlay
Dilon k deep jaltay hain charagh-e-shaam say pehlay
Kabhi kahani badlnay pay bhi qissa chal nahin pata
Kahani khatam hote hai kabhi anjaam say pehlay


ur selected poetry is awesome................:)

Re: phool mujey pasand nahi

^Yahan Un ki post ki hovee ghazal par comments daynay thay :hoonh:

Re: phool mujey pasand nahi

^^ really ?
Thats Gr8 :k:

Re: phool mujey pasand nahi

nice

Re: phool mujey pasand nahi

very nice !

Re: phool mujey pasand nahi

gum main hasne waloon ko rulaya nahi jata
lelroon se pani hataya nahi jata
dil main basne wale khud he apne ho jate hain
kisis ko keh ker apna banaya nahi jata

Re: phool mujey pasand nahi

nice

Re: phool mujey pasand nahi

good one..

Re: phool mujey pasand nahi

buhat khoob :k:

Re: phool mujey pasand nahi

buhut khoob :)

Re: phool mujey pasand nahi

main jaanti hoon yeh khawab jhoote hain
aur yeh khawishien adhuri hain
magar zinda rehne ko ai dost
galatfehmiyan zaroori hain

Re: phool mujey pasand nahi

Tum na khush fehmiyon mein kho jana
Woh tu hans kay sabhee say milta hai
:)

Re: phool mujey pasand nahi

mujey apnoo ne luta gairoon main kahaan itna dum tha
meri khisti wahan doobi jahan pani kum tha

Re: phool mujey pasand nahi

very nice.