naseeb se milta hai ishq
zamane mein ae yar sun
na kar khwahish har pal kaliyon ki
kabhi kanton ka daman bhi chun
yehi to darr lagta hai..
Ki aaj jo phool hain mere daman mein..
kal kahin kaante na aa jayein..
Darasal kaanton se bhi darr nahi lagta..
darr to judaai se lagta hai..
ki kahin hum saari zindagi tanha hi na kaat jaayein..
[QUOTE]
*Originally posted by Muslim_Queen: *
naseeb se milta hai ishq
zamane mein ae yar sun
na kar khwahish har pal kaliyon ki
kabhi kanton ka daman bhi chun
[/QUOTE]