Khabhi uska chehra gulaab hoa karta tha
Sabki nazro ka woh khwab hoa karta tha
Chand sittare uske samne mand pharte thy
Woh toh khud mehtaab hoa karta tha
Lehja aisa tha jese likhti hoi kalli
Apni baato mai woh la-jawab hoa karta tha
Phir you hoa k usy ishq hogaya
Muhabbat lafz jis k liye mazaq hoa karta tha
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
ab kya hogaya usko ?? kya boxing me dant to nahi turwa liyeey usne ![]()
![]()
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
ishq ho jata hai ? ye kiya jata hai ? ![]()
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
boorhi ho gaye hogi ![]()
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
budhi hogai hai to jaa ke koi baba dhunde jawan logo ke peeche kyun pari hui hai ![]()
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
wo kisi ke peechey nahi pari ![]()
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
ishq ho jata hai madam, kiya nahe jata
Re: Phir you hoa k usy ishq hogaya
hanji aapko to jese wo bta ke gai hein ![]()
sach mein ?? ![]()