~*~phir uskay jatay he yeh dil sunsaan ho kar rah gaya~*~

phir uskay jatay he yeh dil sunsaan ho kar rah gaya **acha bahla aik sahahar tha veraan ho kar rah gaya**

her naqsh batil ho gaya ab kay deyaar-e-hijr mein
aik zakhum guzray waqat ke mezaan ho kar reh gaya

rut nay meray charon tarf kahnchay hisar-e-bam-o-dar
**yeh sahahar phir meray liye zandaan ho kar rah gaya

kuch din mujhe awaz dee logo nay uskay naam say
phir sahahar bahr mien woh mere pehchaan ho kar raha gaya**

aik khwab ho kar rah gayeen gulsan say apne nasbatein
dil raiza raiza kanch ka guldaan ho kar rah gaya

kohsis to thee sajid mujhe taskheer mahr-o-mah ke
lakin faqt mein sahb-e-dewaan ho kar rah gaya

:-/

beautiful :flower1:

OH GOD… thats so nice :teary1:

:flower1::hug:

nIcE 1:k:

:k:

Pata nahi iss larki ka zooq kahan reh gia :(

thanx everyone:flower1: ^^

lalooo-----------------:kiss: :kiss:

Cap---------congratzz on ur 10K :hug:

Re: ~~phir uskay jatay he yeh dil sunsaan ho kar rah gaya~~

beautiful :k:

Awesome ..Simply awesome :k:

thanx everyone:flower1: ^^

nice :)

wah…

zabardast :k:

:(

thankeww everyone .. :flower1: ..

Anwar bahiiiii :frowning: .. :flower1: ..

Re: ~~phir uskay jatay he yeh dil sunsaan ho kar rah gaya~~

[QUOTE]
Originally posted by ghazal kisi ke: *


phir uskay jatay he yeh dil sunsaan ho kar rah gaya
**acha bahla aik sahahar tha veraan ho kar rah gaya
*

her naqsh batil ho gaya ab kay deyaar-e-hijr mein
aik zakhum guzray waqat ke mezaan ho kar reh gaya

rut nay meray charon tarf kahnchay hisar-e-bam-o-dar
**yeh sahahar phir meray liye zandaan ho kar rah gaya

kuch din mujhe awaz dee logo nay uskay naam say
phir sahahar bahr mien woh mere pehchaan ho kar raha gaya**

aik khwab ho kar rah gayeen gulsan say apne nasbatein
dil raiza raiza kanch ka guldaan ho kar rah gaya

kohsis to thee sajid mujhe taskheer mahr-o-mah ke
lakin faqt mein sahb-e-dewaan ho kar rah gaya

:-/


[/QUOTE]

Bahaut Khoobsurat Ghazil hai janab.

aaya tha ghar sa.nvaarane ehasaan kar gayaa
barbaadiyo.n kaa aur bhii saamaan kar gayaa

ab tak rahii us kii yaad merii zindagii ke saath
do char pal kii mujh se jo pahachaan kar gayaa

aa.Nkho.n ne jis ke shauq me.n raate.n sajaa_ii thii.n
Khvaabo.n ke anjuman vahii viraan kar gayaa

jho.nkaa nasiim-e-subah kaa aayaa to thaa
magar gulashan kii har kalii ko pareshaan kar gayaa

bahot achii ghazal hai ** GKK **.
Thanks

Bohat achay

pramod bahii thanx a bunch .. :slight_smile: ..

dilsay thanx .. :slight_smile: ..

saqi again thanx a lott .. n beautiful ghazl u posted .. :k: ..

Shukriya janab.

Aur kaisi haiN aap?

hmm zabardast