**zarra se hont hiley they k ashq beh nikley **
**phir aik chuup si lagi or uss ki yaad ayee **
**kisi ki batooN ki barish mein ham b bheeg gay **
**kisi ney baat na ki or uss ki yaad ayee **
phir us k zikar par badal umad umad ayay
ghata bi zor se barsi or uss ki yadd ayee
ik ik sher pey har chasam ashna ney kaha
ghazal raza ki suni or us ki yaad ayee
Aryaan
2
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
It’s Beautiful BholiBisri..
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
kisi ki batooN ki barish mein ham b bheeg gay
kisi ney baat na ki or uss ki yaad ayee
phir us k zikar par badal umad umad ayay
ghata bi zor se barsi or uss ki yadd ayee
bheegiyaad ki yaad aai:p
P..S very nice:k:
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
:omg:
Ali_2
5
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
ye bholi ke saath hi aisa kiyun hota hai :hmmm:

Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
^BHOLI jo hai 

Aryaan
7
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
Apni ghaliti ko durust kar diya hai main ne…
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
very nice
muncho
9
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
bholi bolay tau innocent or forgotten???
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
Nice :k:
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
Wounderful Choice ! :)
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
very nice :k:
Sheal
13
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
nice sharing bholi :)
Re: phir us k zikar par badal umad umad ayay
Very nice Bholi, you remind me of someone:~)